Khiyaloon Mein Basye Rakha
Dil pur shoq ko pehluo mein dabaye rakha
tujh se bhi hum ne tere piyar ko chupaye rakha
chor es baat ko aye dost k tujh se pehlye
hum ne kis kis ko khiyaloon mein basaye rakha
khair mumkin thi zamanye k zakhmoon se fursat
phir bhi hum ne tere gham ko dil mein basaye rakha
phuol ko phuol na kehtye toh ousye kia kehtye ?
kia hua khair ne collar pe sajaye rakha
janye kis hall mein kis shehar mein hae woh ?
zindagi apni jin ko hum ne banaye rakha
haye kia log thye woh pari chahra log ?
hum ne jin k liye dunia ko bhulaye rakha
ab millye bi na, pehchaan sakye hum oun ko
jin ko ik umar khiyaloon mein basye rakha