Daaman-E-Zabt Bhigo Dene Ko Gi Chahta Hai


Daaman-E-Zabt Bhigo Dene Ko Gi Chahta Hai.
Itni Tanhai Hai Ke Ro Dene Ko Gi Chahta Hai.
Sans Ki Doar Salamat Hai Abi Tak Shayd.
Ab Yeh Ehsas Bhi Kho Dene Ko Gi Chahta Hai.
Shakh-E-Gul Jab Bhi Tahi-Dast Nazar Aati Hai.
Apna Dil Us Mein Piro Dayne Ko Gi Chahta Hai.
Ek Gumnaam Musafir Ki Tarh Chupke Se.
Khud Ko Is Bheer Mein Kho Dayne Ko Jee Chahta Hai.
Ek Rida-e-Khaak Ke Har Dukh Se Dila Degi Nijat.
Khud Ko Matti Mein Samo De'ne Ko Jee Chahta Hai.
Powered by Blogger.