Jis ne Ramazan k Aek Din

SHAHAN'SHAH-E-ABRAAR
(SUAL'LAL'LAAHU ALAIHI WA'AALIHI WASALLAM) Farmatay Hain:
"Jis ne Ramazan k Aek Din ka Rozah bigair Rukhsat o bigair Marz Iftaar Kiya (Yani Bila Uzr-e-Sharai Na Rakha Ya Rakh

ker Toor Diya) to Zamanay Bhar ka Rozah bhi Us ki Qaza Nahi hosakta,
Agarchay Ba'd mein Rakh bhi le."
(Saheeh Bukhari,
Jild: 1,
Hadees: 1943).
Yani wo Fazeelat jo Ramazan-Ul-Mubarak mein Rozah Rakhnay ki thi Ab Kisi Tarah nahi Pa'Sakta.
Lehaaza Hamen Her'Giz Her'Giz Ghaflat ka Shikaar ho ker Roza-e-Ramazan Jesi Azeem-Ush-Shaan Nemat Nahi Chorni

Chahiye.
[Pegham e Islam Sms Services]
Cell No. 0313-2164644.
Powered by Blogger.