RASOOL-E-AKRAM (SUAL'LAL'LAAHU ALAIHI WA'AALIHI WASALLAM)

RASOOL-E-AKRAM
(SUAL'LAL'LAAHU ALAIHI WA'AALIHI WASALLAM)
Ne Irshaad Farmaaya:
"Jis Rozay'daar ne Bhool ker Khaaya Ya Peeya,
Wo Apna Rozah Poora Karay kyun k Usay ALLAAH ne Khilaaya Aur Pilaaya".
(Saheeh Muslim,
Kitaab-Us-Siyaam,
Hadees: 1155).
Rozay ki Haalat me Agar
Rozay'daar Hona Yaad ho to
Khaanay,
Peenay
Aur Jimaa (Ham'Bistari) Karnay se
Rozah Toot Jata Hay.
Lehaaza Ab Is ki Qaza Aur Kaffarah Dono Laazim hain.
Agar Bhool ker ye Af'aal Pae Jain to Rozah nahi Totega.
Mulakh'khaz Az:
(Raddul Muhtaar,
Kitaab-Us-Soum,
Jild: 3,
Page: 419).
[Pegham e Islam Sms Services]
Cell No. 0313-2164644.
Powered by Blogger.