Tum ne sun liya hoga Chaahton k mausam main Zakham jo bhi lag jaye Umar bhar nahi silta!!! Tum ne sun liya hoga Sheharr ki hawaaon se Woh jo aik deewana Aatay jaatay raahi ko Raaston main milta tha Ab kahin nahi milta...!!!
Tum Ne Sun Liya Hoga
Reviewed by Arsalan Aslam
on
Saturday, April 20, 2013
Rating: 5